SEARCH RESULTS
Showing search results for "gulaabii"
Nazm MATCHES FOR "gulaabii"
Nazm
abhi hum KHub-surat hain
duur deso.n se hamaarii or aate hai.n
gulaabii mausamo.n kii dhuup
Ahmad Faraz
Nazm
judai ki pahli raat
khojtii hai mire Gam-KHaane me.n
terii saa.nso.n kii gulaabii KHushbuu!
Parveen Shakir
Nazm
barsat ki bahaaren
so hai.n gulaabii jo.De phuulo.n ke haar abran
kitno.n ke ghar hai khaanaa sonaa lage hai aa.ngan
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ziyaada pas mat aana
gulaabii ho kahii.n aisaa na ho tum zard ho jaa.o
mohabbat kii haraarat kho ke bilkul sard ho jaa.o
Rehman Faris
Nazm
kya gul-badani hai
aa.nkhe.n hai.n ki bahke hu.e do mast sharaabii
paikar hai ki insaan ke saa.nche me.n gulaabii
Josh Malihabadi
Nazm
naya husn
ye tiraa paikar-e-siimii.n, ye gulaabii saarii
dast-e-mehnat ne shafaq ban ke u.Dhaa dii tujh ko
Kaifi Azmi
Nazm
barsat ki ek raat
machaltii hai rah rah ke baalo.n me.n bijlii
gulaabii hu.e jaa rahe hai.n kinaare
Kaifi Azmi
Nazm
hawa jam-e-sehat tajwiz karti hai
mire kaano.n ke aavezo.n ko ye kis ne chhu.aa
jis se lave.n phir se gulaabii ho ga.ii hai.n
Parveen Shakir
Nazm
tumhaari aankhen shararti hain
bahaar kaa band-o-bast kar de.n
kabhii gulaabii kabhii sunahrii
Muzaffar Warsi
Nazm
tin sharabi
surKH thii.n aa.nkhe.n ruuh gulaabii
nashsha-e-mai kaa taaj jabii.n par
Ali Sardar Jafri
Nazm
iqbaal se ham-kalami
is se kuchh haT kar gulaabii shaaKH-cho.n kii chhaa.nv me.n
the valiiullaah ke farzand nukta-aafrii.n
Shorish kashmiri
Nazm
allahabad se
gulaabii laa.o chhalkaa.o lu.nDhaa.o
ki shaidaa-e-gulaabii aa gayaa hai