SEARCH RESULTS
Showing search results for "mayyat"
Nazm MATCHES FOR "mayyat"
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
ye mayyat-e-Gam dehlii-e-marhuum se nikle
urdu kaa janaaza hai zaraa dhuum se nikle
Rais Amrohvi
Nazm
bewa ki KHud-kushi
umr aamaada nahii.n murda-parastii ke liye
baar hai ye zinda mayyat dosh-e-hastii ke liye
Kaifi Azmi
Nazm
shikwa
mushkile.n ummat-e-marhuum kii aasaa.n kar de
mor-e-be-maaya ko ham-dosh-e-sulaimaa.n kar de
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
vo bhii din the ki yahii maaya-e-raanaa.ii thaa
naazish-e-mausam-e-gul laala-e-sahraa.ii thaa
Allama Iqbal
Nazm
siyasi leader ke nam
aur mashriq kii kamii.n-gah me.n dha.Daktaa hu.aa din
raat kii aahanii mayyat ke tale dab jaa.e!
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kale safed paron wala parinda aur meri ek sham
maut se ham ne ek ta.aavun kar rakkhaa hai
sa.Dko.n par se har lamha ik mayyat jaatii hai
Akhtarul Iman
Nazm
pas-e-aina
vo aadmii ki sabhii ro.e jin kii mayyat par
mai.n us ko zer-e-kafan KHanda-zan bhii dekhtaa huu.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
tumhaara shahr
kafan-farosh bhii hai.n, gorkan bhii hai.n lekin
ko.ii bataa nahii.n saktaa ki kis kii mayyat hai
Ali Sardar Jafri
Nazm
abba ka chaaliswan
karnaa pa.Daa jo dafan kaa taa-sub.h intizaar
mayyat ke paas chaltii rahii chaa.e baar baar
Nashtar Amrohvi
Nazm
sab maya hai
sab maayaa hai, sab Dhaltii phirtii chhaayaa hai
is ishq me.n ham ne jo khoyaa jo paayaa hai
Ibn e Insha
Nazm
nam o nasab
aur marne pe faqat bojh thii mayyat un kii
jin ko maktab se lagaa.o thaa na maqtal kii KHabar
Ali Akbar Natiq
Nazm
Tadfin
mayyat qabr me.n utrii hai
aur hadd-e-nazar tak log bilakte hu.e dikhaa.ii dete hai.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
hasan kuza-gar (1)
mirii hech-maayaa ma.iishat ke iz.haar-e-fan ke sahaare
shikasta pa.De the