SEARCH RESULTS
Showing search results for "nasab"
Nazm MATCHES FOR "nasab"
Nazm
muflisi
zaat aur hasab-nasab ko ko.ii jaantaa nahii.n
suurat bhii us kii phir ko.ii pahchaantaa nahii.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hubb-e-watan
zaat kaa faKHr aur nasab kaa Guruur
uTh ga.e ab jahaa.n se ye dastuur
Altaf Hussain Hali
Nazm
KHatun-e-mashriq
terii aa.nkho.n kii kiran se ai jahaan-e-e'tibaar
jagmagaa.egii nasab-naamo.n kii lauh-e-zar-nigaar
Josh Malihabadi
Nazm
hubb-e-watan
zaat kaa faKHr aur nasab kaa Guruur
uTh ga.e ab jahaa.n se ye dastuur
Altaf Hussain Hali
Nazm
nam o nasab
ai miraa naam o nasab puuchhne vaale sun le
mere ajdaad kii qabro.n ke puraane katbe
Ali Akbar Natiq
Nazm
sabza-e-begana
hasab-nasab hai na taariiKH o jaa-e-paidaa.ish
kahaa.n se aayaa thaa maz.hab na valdiyat ma.aluum
Akhtarul Iman
Nazm
ittihadi
hasab nasab bhii hamaaraa alii se miltaa hai
janaab-e-faatima-zahraa hamaarii daadii hai.n
Nashtar Amrohvi
Nazm
fath ka gham
jis me.n ham apnaa nasab apnaa janam rakhte hai.n
apne hone kaa bharam rakhte hai.n
Aitbar Sajid
Nazm
be-nishan
vo kisii zanKHe yaa hij.De se ziyaada qaabil-e-rahm ho.ngii
so hame.n mat dikhaa.o ye hasab-nasab
Injila Hamesh
Nazm
zafar
vo shah-e-nek-nafs nek-nasab nek-nazhaad
vo shah-e-nek-nazar nek-nishaa.n nek-nihaad