SEARCH RESULTS
Showing search results for "برعکس"
Ghazal MATCHES FOR "برعکس"
Ghazal
is aa.ine ne usuulo.n pe zid na kii varna
mai.n apne aap ke bar-aks hone vaalaa thaa
Farhat Ehsas
Ghazal
apne inkaar ke bar-aks baraabar ko.ii thaa
dil me.n ik KHvaab thaa aur KHvaab ke andar ko.ii thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
aa.iina-e-nigaah me.n ta.aliim aur thii
bar-aks ho gayaa jo likhaa thaa kitaab me.n
Farhat Ehsas
Ghazal
kaam az-bas-ki zamaane kaa hu.aa hai bar-aks
chor khi.nchvaa.e hai is ahd me.n kotvaal kii khaal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
jo kuchh kaho bar-aks ko.ii kah nahii.n saktaa
kyaa taab hai ulTe jo ko.ii baat tumhaarii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ab to ta.abiir bhii bar-aks nazar aatii hai
gum hu.e jaane kahaa.n KHvaab suhaane vaale
Syed Ghafir Rizvi Falak Chhaulsi
Ghazal
ruu aa.iine ko dete ho bar-aks hamaare
aa.iina rakho taalib-e-diidaar to ham hai.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ye ishq nii.n hai bar-aks jaa dekh le chaman me.n
aa KHush-nayan adam se aa.nkhe.n dikhaa rahe hai.n
Ishq Aurangabadi
Ghazal
saaf aa.iina-e-dil me.n raushan hai jamaal us kaa
bar-'aks hai ik 'aalim hairaan miraa saahab
Waliullah Muhib
Ghazal
karnaa pa.De zamiir ke bar-aks bandagii
majbuuriyo.n kisii ko zaruurat banaa na de
Jurm Mohammadabadi
Ghazal
is aks ke bar-aks ko.ii aks hai kahii.n
kyo.n aks ko bar-aks dikhaataa hai aa.ina
Mohammad Ahmad
Ghazal
aa.iine ko na chaahiye aashiq ke dil ke saath
bar-aks apnii shakl ke ruu-e-safaa se bahs
Waliullah Muhib
Ghazal
kah doge ki hai tajraba is baat ke bar-‘aks
kyuu.nkar ye kahe.n zulm-o-sitam sah nahii.n sakte
Akbar Allahabadi
Ghazal
ham kahte hai.n din jis ko use raat kaho ho
bar-aks mire tum to har ik baat kaho ho
Zaheer-ul-Hasan Tishna
Ghazal
ham musalmaano.n se yaa.n tak to ye hinduu bar-aks
ki kabhii KHat bhii jo karte hai.n to arqaam ulTaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
mai.n liye phirtii huu.n ho.nTo.n pe gulistaan-e-adab
is ke bar-aks hai aabaad ye jangal mujh me.n
Farida Alam Fahmi
Ghazal
guzar ke had se har ik shai bar-aks hotii hai
kamaal-e-aib-e-hunar ke sivaa kuchh aur nahii.n
Fazil Ansari
Ghazal
hove.n bar-aks bhalaa kyuu.n na vo aGyaar se KHush
kisii ma.ashuuq ko dekhaa na vafaadaar se KHush