SEARCH RESULTS
Showing search results for "harj"
Ghazal MATCHES FOR "harj"
Ghazal
tumhaare kaam agar aa.e muskuraane me.n
to ko.ii harj nahii.n mere TuuT jaane me.n
Yasir Khan Inam
Ghazal
har ik nayaa KHayaal jo Tapke hai zehn se
yuu.n lag rahaa hai jaise ki bartaa hu.aa saa ho
Adil Mansuri
Ghazal
bulaavaa aayaa hai jaane me.n ko.ii harj nahii.n
yahaa.n bhii dukh hii sadaa paa.e hai.n chale jaa.o
Sabir Zafar
Ghazal
aazmaane me.n ko.ii harj nahii.n duniyaa ko
haa.e kuchh log magar dil se utar jaa.e.nge
Syed Sarosh Asif
Ghazal
Ram Riyaz
Ghazal
mehrbaanii laazmii hai KHud bhii apnii zaat par
harj kaisaa aap apne par karam karte hu.e
Amardeep Singh
Ghazal
mere tinke bhii hu.e raakh to kyaa harj bhalaa
aatish-e-ishq bataa kitnaa ye ghar baaqii hai
Najma Shaheen Khosa
Ghazal
kyaa harj hai jo dil kii bhii sun lo kabhii kabhii
yuu.n apne aap se na hamesha la.Daa karo
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
pyaas kaa khel dikhaane me.n ko.ii harj nahii.n
mas.ala ye hai ki is baar nadii chaahtii hai
Kuldeep Kumar
Ghazal
Shauq Qidvai
Ghazal
bahte dariyaa me.n nazar aa.e har ik buu.nd alag
ye nahii.n mo.ajiza gar buu.nd me.n dariyaa dekho
Shaukat Wasti
Ghazal
zillat mujhe manzuur magar aa.uu.n tire ghar
kyaa harj mohabbat kaa jo e.azaaz nahii.n hai