SEARCH RESULTS
Showing search results for "harj"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "harj"
Sher
jhuk kar salaam karne me.n kyaa harj hai magar
sar itnaa mat jhukaa.o ki dastaar gir pa.De
Iqbal Azeem
Ghazal
tumhaare kaam agar aa.e muskuraane me.n
to ko.ii harj nahii.n mere TuuT jaane me.n
Yasir Khan Inam
PAGE MATCHES FOR "harj"
Tags
Haar
Haar Shayari
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "harj"
Ghazal
phir baa'd me.n vo qatl bhii kar de to harj kyaa
lekin vo pahle pyaar bhii kartaa hu.aa saa ho
Adil Mansuri
Ghazal
bulaavaa aayaa hai jaane me.n ko.ii harj nahii.n
yahaa.n bhii dukh hii sadaa paa.e hai.n chale jaa.o
Sabir Zafar
Ghazal
aazmaane me.n ko.ii harj nahii.n duniyaa ko
haa.e kuchh log magar dil se utar jaa.e.nge
Syed Sarosh Asif
Ghazal
kuchh harj nahii.n jaam jo begaana lage hai
rindo.n se KHafaa saaqi-e-mai-KHaana lage hai
Zafar Adil Quraishi
Ghazal
Ram Riyaz
Ghazal
mere tinke bhii hu.e raakh to kyaa harj bhalaa
aatish-e-ishq bataa kitnaa ye ghar baaqii hai
Najma Shaheen Khosa
Ghazal
mehrbaanii laazmii hai KHud bhii apnii zaat par
harj kaisaa aap apne par karam karte hu.e
Amardeep Singh
Ghazal
kyaa harj hai jo dil kii bhii sun lo kabhii kabhii
yuu.n apne aap se na hamesha la.Daa karo





