SEARCH RESULTS
Showing search results for "ra.ngiinii-e-mustaqbil-e-raushan"
Ghazal MATCHES FOR "ra.ngiinii-e-mustaqbil-e-raushan"
Ghazal
ra.ngiinii-e-mustaqbil-e-raushan hai nazar me.n
ham talKHi-e-maahaul se ghabraa nahii.n sakte
Shakeel Badayuni
Ghazal
Raushan Laal Raushan
Ghazal
kalii ha.ns kar banii hai phuul 'raushan'
ajab paiGaam thaa baad-e-sabaa me.n
Raushan Laal Raushan
Ghazal
baGaur pa.Dhte rahe us ko is liye 'raushan'
kitaab-e-ziist me.n shaayad KHushii kaa baab mile
Raushan Laal Raushan
Ghazal
jamaal-e-yaar se raushan hu.ii mirii duniyaa
vo chamkii dil me.n kiran maahtaab se pahle
A G Josh
Ghazal
samajh lo hogii na takmiil-e-ishq ai 'raushan'
jo apne dil ko hariif-e-sitam banaa na sake
Raushan Banarasi
Ghazal
muddato.n ke baad phir kunj-e-hiraa raushan hu.aa
kis ke lab par dekhnaa harf-e-du.aa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
aib ai 'raushan' samajhte hai.n hunar ko.ii hunar
naa-muvaafiq hai zamaana ab kamaal achchhaa nahii.n
Inayatullah Raushan Badauni
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
raushan hai jahaa.n nuur se us parda-nashii.n ke
KHurshiid me.n zarra ruKH-e-raushan kii ziyaa hai
Inayatullah Raushan Badauni
Ghazal
'raushan' har ek naqsh-e-qadam par jhukii jabii.n
ka.aba se kam nahii.n hai zamii.n kuu-e-yaar kii
Raushan Banarasi
Ghazal
na puuchh aah-e-mohabbat kii zindagii 'raushan'
KHizaa.n kii shakl me.n parvarda-e-bahaar huu.n mai.n
Raushan Banarasi
Ghazal
Raushan Banarasi
Ghazal
har haal me.n thii un kii nazar jaazib-e-nazar
'raushan' dilo.n pe naqsh biThaatii chalii ga.ii
Raushan Banarasi
Ghazal
'raushan' zahe-nasiib ki qadmo.n pe husn ke
mai.n jaan de ke haasil-e-afsaana ban gayaa
Raushan Banarasi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
mufiid-e-aam suKHan ho ye shart hai 'raushan'
ki is kii qadr KHud ahl-e-kalaam karte hai.n
Inayatullah Raushan Badauni
Ghazal
ravaana qaafile vaale to ho chuke 'raushan'
ham intizaar me.n lail-o-nahaar baiThe hai.n
Inayatullah Raushan Badauni
Ghazal
furqat-e-taalib-o-matluub Gazab hai 'raushan'
jaan ko jism se ruk ruk ke nikalte dekhaa