SEARCH RESULTS
Showing search results for "इल्हाम"
Nazm MATCHES FOR "इल्हाम"
Nazm
patthar
meraa ilhaam tiraa zehn-e-rasaa bhii patthar
is zamaane me.n to har fan kaa nishaa.n patthar hai
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
boski
vaqt ko aate na jaate na guzarte dekhaa
na utarte hu.e dekhaa kabhii ilhaam kii suurat
Gulzar
Nazm
ai nai nasl
yahii.n nikhraa thaa zauq-e-naGma-garii
yahii.n utraa thaa sher kaa ilhaam
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHwab-e-sahar
ik na ik maz.hab kii sa.ii-e-KHaam bhii hotii rahii
ahl-e-dil par baarish-e-ilhaam bhii hotii rahii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek shaera ki shadi par
naGma-o-sher ke firdaus me.n tuu rahtii thii
yaksar ilhaam o tarannum thaa jo tuu kahtii thii
Akhtar Shirani
Nazm
iqbaal ka sher
ilhaam me.n takmiil-e-haqiiqat kii adaa.e.n
shaahiin kii parvaaz mujaahid kii navaa.e.n
Maikash Akbarabadi
Nazm
wo arsa jo duri mein guzra
kisii sant-saadhuu kii shaktii
kisii suufii saalik kaa ilhaam
Rafiq Sandelvi
Nazm
mirza-ghaalib
kaam thaa tujh ko na mutlaq hasti-e-naakaam se
thii navaa vaabasta terii parda-e-ilhaam se
Mohammad Sadiq Zia
Nazm
musafir-e-shab
faza-e-Garb hai paiGaam-e-raahat
ufaq kii KHaamushii ilhaam-e-raahat
Raabia Pinhan
Nazm
ilham aur aazadi
ہو بندۂ آزاد اگر صاحب الہام
ہے اس کی نگہ فکر و عمل کے لیے مہمیز!
Allama Iqbal
Nazm
shaer
ye vo ilhaam hai ke jis ke liye
rab hii chuntaa hai apne bando.n me.n
Mohsin Aftab Kelapuri
Nazm
ghaalib
'Gaalib' teraa kalaam navaa-e-sarosh hai
ilhaam-e-Gaib-o-naGma-e-saaz-e-KHamosh hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
uzr-e-gunah
jo mirii nazm ko ilhaam banaa detaa thaa
aaj kyo.n mere taKHayyul me.n vo e.ajaaz nahii.n
Rais Amrohvi
Nazm
buqraat bahut khata tha
tuu nikaltaa hai kabhii apne makaa.n se mahbuub
phir ye ilhaam hu.aa tujh ko kahaa.n se mahbuub
Mohammad Yusuf Papa
Nazm
sang-abaad ki ek dukan
ko.ii vijdaan kaa mausam ko.ii ilhaam kii rut
jab bhii aa.egii ye degaa ko.ii naadiida suraaG
Shaz Tamkanat
Nazm
kab karoge hamara istiqbaal
isti.aaraat zaaviye jazbaat
an-chhu.e kuchh muhaavare ilhaam