SEARCH RESULTS
Showing search results for "नामा-ए-आमाल"
Nazm MATCHES FOR "नामा-ए-आमाल"
Nazm
mujrim hone ki majburi
vazuu jaa.e to jaa.e
farishte kuchh bhii likh le.n naama-e-aamaal me.n mere
Shariq Kaifi
Nazm
ehsas
fikr ko naama-e-a.amaal pe laa rakkhaa hai
varna mujh me.n mire kirdaar me.n kyaa rakkhaa hai
Zafar Adeem
Nazm
zindagi ka waqfa
ek saada saa varaq naama-e-aamaal hai sab
kuchh nahii.n likkhaa ba-juz is ke pise jaa.o yuu.nhii
Akhtarul Iman
Nazm
la bhi hai ek guman
''nigah-e-jalva-parast aur nafas-e-sidq-guzii.n''
ik ''ubhai-chand mire naama-e-a.amaal me.n hai
Faheem Shanas Kazmi
Nazm
aao kamre se nikalte hain
tesha-e-jabr se Takraa.e hu.e haatho.n me.n
naama-e-ahd-e-vafaa bhii hai vahii
Saleem Kausar
Nazm
rail ka safar
paTna hai magar aaj bhii dillii kii tarah duur
rotii hai mirii shaamat-e-a.amaal ko qismat
Raza Naqvi Vahi
Nazm
sipas-nama-e-bahaar-e-gham
dil-sozii-e-jaa.n kaa qarz uThaa.e
sipaas-naama-e-bahaar-e-Gam me.n
Azra Mughal
Nazm
aaseb
ki tuu haal ke ek kone me.n ik mez par sar jhukaa.e
na jaane kise naama-e-mushk-buu likh rahaa hai
Arsh Siddiqui
Nazm
nauha-e-jaan
naama-e-ishq thaa rishto.n kaa javaaz
barq-rau me.n bhii thaa kuchh vo bhii rahaa
Khursheed Akbar
Nazm
nama-e-jaanan
muddato.n baa'd milaa naama-e-jaanaa.n lekin
na ko.ii dil kii hikaayat na ko.ii pyaar kii baat
Ahmad Faraz
Nazm
be-wafa kaise banun
daaman-e-chashm me.n hai naama-e-ulfat jab se
dil kaa har soyaa hu.aa zaKHm miraa jaag uThaa
Imtiyaz Ahmad Qamar
Nazm
zafar
na ho agarche zafar-mand-o-zafar-yaab magar
falak-e-sher pe taabinda hai az-naam-e-zafar
Arsh Malsiyani
Nazm
yakum may
kohsaaro.n me.n hu.ii
naam-e-gul naam-e-sabaa naam-e-sahar vird-e-zabaa.n