SEARCH RESULTS
Showing search results for "रक़ीब"
Nazm MATCHES FOR "रक़ीब"
Nazm
raqib se!
aa ki vaabasta hai.n us husn kii yaade.n tujh se
jis ne is dil ko parii-KHaana banaa rakkhaa thaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nisar main teri galiyon ke
gar aaj auj pe hai taala-e-raqiib to kyaa
ye chaar din kii KHudaa.ii to ko.ii baat nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
aaKHir-e-kaar vo gha.Dii aa.ii
baar-var ho ga.e raqiib mire
Saifuddin Saif
Nazm
ek lamha
phuul kyaa shaguufe kyaa chaa.nd kyaa sitaare kyaa
sab raqiib qadmo.n par sar jhukaane lagte hai.n
Kaifi Azmi
Nazm
raqib
tumhii ko aaj mire ruu-ba-ruu bhii honaa thaa
aur aise rang me.n jis kaa kabhii gumaa.n bhii na ho
Meeraji
Nazm
dil-o-dimagh ko ro lunga aah kar lunga
raqiib se bhii miluu.ngaa tumhaare hukm pe mai.n
jo ab talak na kiyaa thaa ab aah kar luu.ngaa
Akhtar Shirani
Nazm
ek purana KHwab
vo jis ke zard jism kaa tumhe.n bahut KHayaal thaa!
raqiib thii mirii?
Fariha Naqvi
Nazm
saDak
ko.ii Thikaane pe ko.ii khaane pe jaa rahaa hai
habiib dast-e-raqiib thaame
Imran Shamshad Narmi
Nazm
ishq mahi baghair aab
dard-e-sahraa nasiib hai apnaa
ek vahshat raqiib hai apnaa
Khursheed Akbar
Nazm
qatl-e-aftab
jabiin-e-shauq nahii.n sa.ng-e-aastaa.n bhii nahii.n
raqiib jiit ga.e KHatm ho chukii hai ja.ng
Ali Sardar Jafri
Nazm
id ka din
ko.ii daulat-mand insaa.n ho ki ho ko.ii Gariib
ko.ii rishte-daar ham-saaya ho yaa ko.ii raqiib
Murtaza Sahil Tasleemi
Nazm
marsiya gopal krishn gokhle
jo kal raqiib thaa hai aaj sogvaar tiraa
KHudaa ke saamne hai mulk sharmsaar tiraa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
ajib hoti hai ye mohabbat
kabhii kabhii to bas aap apnii raqiib hotii hai ye mohabbat
ajiib hotii hai ye mohabbat
Najma Shaheen Khosa
Nazm
man o tu
tuu hai nazar se ojhal tuu hii qariib hai
tuu hii miraa habiib hai tuu hii raqiib hai