SEARCH RESULTS
Showing search results for "firozan moin ahsan jazbi ebooks"
Nazm MATCHES FOR "firozan moin ahsan jazbi ebooks"
Nazm
tawaif
apnii fitrat kii bulandii pe mujhe naaz hai kab
haa.n tirii past-nigaahii se gila hai mujh ko
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
baDe naz se aaj ubhra hai suraj
ba.De naaz se aaj ubhraa hai suuraj
himaala ke uu.nche kalas jagmagaa.e
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
mere siwa
tuu hii batlaa ki bhalaa mere sivaa duniyaa me.n
kaun samjhegaa in aa.nkho.n ke tabassum kaa gudaaz
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
aazar
kyaa KHabar thii ye tire phuul se bhii naazuk ho.nT
zahr me.n Duube.nge kumhlaa.e.nge murjhaa.e.nge
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
tawahhum
un ke lahje me.n vo kuchh loch vo jhankaar vo ras
ek be-qasd tarannum ke sivaa kuchh bhii na thaa
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
chashm-e-sawal!
haa.n ai Gariib la.Dkii tuu bhiik maa.ngtii hai
chashm-e-savaal terii kuchh kah ke jhuk ga.ii hai
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
meri shaeri aur naqqad
ai mire sher ke naqqaad tujhe hai ye gila
ki nahii.n hai mire ehsaas me.n sarmastii o kaif
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
gul
ai gul-e-ra.ngii.n-qabaa ai Gaaza-e-ruu-e-bahaar
tuu hai KHud apne jamaal-e-husn kaa aa.iina-daar
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
mutraba
naGma-e-pur-kaif lab par dast-e-naazuk saaz par
mutriba qurbaan ho jaa.uu.n mai.n is andaaz par
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
bint-e-hawwa
bint-e-havvaa huu.n mai.n ye miraa jurm hai
aur phir shaa.erii to ka.Daa jurm hai
Sarwat Zehra
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
gulshan-e-yaad me.n gar aaj dam-e-baad-e-sabaa
phir se chaahe ki gul-afshaa.n ho to ho jaane do
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mujrim
yahii rasta mirii manzil kii taraf jaataa hai
jis ke footpath faqiiro.n se aTe rahte hai.n
Shakeb Jalali
Nazm
leader ki dua
ibliis mire dil me.n vo zinda tamannaa de
jo Gairo.n ko apnaa le aur apno.n ko TarKHaa de
Asrar jamayee
Nazm
main jina chahta hun magar
mai.n jiinaa chaahtaa huu.n
magar kii.De-mako.Do.n aur be-maaya maKHluuqaat kii tarah
Yusuf Taqi
Nazm
tasalsul
Thahar jaa.o inhii.n gaatii hu.ii pur-nuur raaho.n me.n
aur ik lamhe ko ye socho