SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghalib aur tasawwuf ebooks"
Nazm MATCHES FOR "ghalib aur tasawwuf ebooks"
Nazm
aadha kamra
us ne itnii kitaabe.n chaaT Daalii.n
ki us kii aurat ke pair kaaGaz kii tarah ho ga.e
Sara Shagufta
Nazm
jaane kyun aisa hun main
lambe vaqt se soch rahaa huu.n
jaane kyuu.n aisaa huu.n mai.n
Abu Bakr Abbad
Nazm
wirsa
ye vatan terii mirii nasl kii jaagiir nahii.n
sai.nka.Do.n naslo.n kii mehnat ne sa.nvaaraa hai ise
Sahir Ludhianvi
Nazm
tumhaara shahr
tumhaaraa shahr tumhaare badan kii KHushbuu se
mahak rahaa thaa, har ik baam tum se raushan thaa
Ali Sardar Jafri
Nazm
taaruf
vo zindagii kaa ajiib-o-Gariib mausam thaa
bahaare.n TuuT pa.Dii thii.n suhaane jismo.n par
Farigh Bukhari
Nazm
sarqa-o-tawarud
ek aalim-e-dii.n ne kisii shaa.ir se kahaa ye
andaaz-e-takallum se ayaa.n hai tire sarqa
Muneer Wahidi
Nazm
parchhaiyan
javaan raat ke siine pe duudhiyaa aa.nchal
machal rahaa hai kisii KHvaab-e-marmarii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Nazm
mirza-ghaalib
raazdaan-e-zindagii ai tarjumaan-e-zindagii
hai tiraa har lafz zinda daastaan-e-zindagii
Mohammad Sadiq Zia
Nazm
apni apni raushni
vaise us taariik jangal ke safar ke qabl bhii
haath me.n us ke
Zaheer Siddiqui
Nazm
jaen kahan hum
tabii.at jo andar se jhunjhlaa rahii hai
to baahar se aavaaz ye aa rahii hai
Jameel Mazhari
Nazm
hinDola
dayaar-e-hind thaa gahvaara yaad hai hamdam
bahut zamaana hu.aa kis ke kis ke bachpan kaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
naya aazar
mirii rafiiq-e-tarab-gaah terii aamad par
na.e suro.n me.n na.e giit gaa.e the mai.n ne
Mustafa Zaidi
Nazm
qumquma 1
kaash ye qumquma jugnuu kii tarah u.Dne lage
mujh tak aa pahu.nche tasavvur kii ghanii chhaa.nv me.n