SEARCH RESULTS
Showing search results for "कफ़-ए-ख़ाक"
Nazm MATCHES FOR "कफ़-ए-ख़ाक"
Nazm
masjid-e-qurtuba
arsh-e-mo.allaa se kam siina-e-aadam nahii.n
garche kaf-e-KHaak kii had hai sip.har-e-kabuud
Allama Iqbal
Nazm
Tipu ki aawaz
mere lahuu kii buu.nd me.n Galtaa.n thii.n bijliyaa.n
KHaak-e-dakan ko mai.n ne sharar-aashnaa kiyaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
rabta
ye taqaaza thaa jaane vaalo.n kaa
bichh.Dii naslo.n se raabte me.n rahuu.n
Noor -e-Shama Noor
Nazm
marne wale ke kamre mein
buu-e-jaa.n vus.at-e-aafaaq me.n gum
yak kaf-e-KHaak hai vo bhii kab tak?
Mahmood Ayaz
Nazm
intizar
TikTikii baa.ndhe ba-yak-taur hazaaro.n aa.nkhe.n
ik kaf-e-piir-e-muGaa.n aur hazaaro.n aa.nkhe.n
Fazlurrahman
Nazm
ghaalib
jo baat hai vo shoKHii-e-guldasta-e-chaman
jo lafz hai bahaar-e-kaf-e-gul-farsoh hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
kahan hai aa ja
sho.ala-e-bar-kaf-e-gul daaG-e-jigar tere baGair
KHaar-bardosh hai daamaan-e-nazar tere baGair
Shakeel Badayuni
Nazm
rishta gunge safar ka
ka.ii kaarvaa.n mujh se aage ga.e
un ke naqsh-e-kaf-e-paa abhii mushta.il hai.n
Mazhar Imam
Nazm
ishq aawara-mizaj
na ko.ii us kii mahak hai ki jo de us kaa pata
na ko.ii naqsh-e-kaf-e-paa
Fahmida Riaz
Nazm
ajnabi
mai.n musaafir huu.n bayaabaan-e-faraamoshii kaa
apne naqsh-e-kaf-e-paa se bhii shanaasaa.ii nahii.n
Shaz Tamkanat
Nazm
haarun ki aawaz
dekho abhii hai vaadii-e-kan.aa.n nigaah me.n
taaza har ek naqsh-e-kaf-e-paa hai raah me.n
Himayat Ali Shayar
Nazm
nur-jahan
lahore me.n dekhaa use madfuu.n tah-e-marqad
gard-e-kaf-e-paa jis kii kabhii kaahkashaa.n thii
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
jawani
kam-baKHt ajal thii ye javaanii kii qabaa me.n
Tuk.De hai.n kisii dil ke bhii naqsh-e-kaf-e-paa me.n