SEARCH RESULTS
Showing search results for "deewan e ashraf ali khan fughan ebooks"
Nazm MATCHES FOR "deewan e ashraf ali khan fughan ebooks"
Nazm
KHak-e-hind
ai KHaak-e-hind terii azmat me.n kyaa gumaa.n hai
dariya-e-faiz-e-qudarat tere liye ravaa.n hai
Chakbast Brij Narayan
Nazm
be-nang-o-nam
raat Dhalte hii ik aavaaz chalii aatii hai
bhuul bhii jaa.o ki mai.n ne tumhe.n chaahaa kab thaa
Shaz Tamkanat
Nazm
suraj ki pahli kiran
sun ai havaa-e-be-dilii
abhii to chashm-e-tar me.n un kii suurate.n
Amjad Islam Amjad
Nazm
alaw
ham ajnabii the musaafir the KHaana-viiraa.n the
aur is alaav ke raqsaa.n hinaa.ii baato.n ne
Sahar Ansari
Nazm
nazr-e-Khaalida
dil masarrat kii faraavaanii se diivaana hai aaj
dekhnaa ye kaun aaKHir zeb-e-Kaashana hai aaj
Asrarul Haq Majaz
Nazm
siyasat
mukaddar hai fazaa-e-aalam-e-imkaa.n siyaasat se
bahut be-aabruu hai aaj-kal insaa.n siyaasat se
Rahbar Jaunpuri
Nazm
badnam ho raha hun
faryaadii-e-jafaa-e-ayyaam ho rahaa huu.n
paamaal-e-jaur-e-baKHt-e-naakaam ho rahaa huu.n
Akhtar Shirani
Nazm
roTiyan
jab aadmii ke peT me.n aatii hai.n roTiyaa.n
phuulii nahii.n badan me.n samaatii hai.n roTiyaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
nai paud
ye na.ii paud al-hafiiz-o-al-amaa.n
ra.ad hai tuufaan hai aatish-fishaa.n
Aale Ahmad Suroor
Nazm
dard-e-dil
dard hai dil ke liye aur dil insaa.n ke liye
taazgii barg-o-samar kii chamanistaa.n ke liye
Chakbast Brij Narayan
Nazm
aagahi ka qatra qatra zahr
mujhe bataa.o ki mai.n kahaa.n huu.n
mujhe samjhaa.o mai.n kaun huu.n kyaa huu.n aur kyuu.n huu.n
Mubarak Akmal Gilani
Nazm
musafir
mire vatan tirii KHidmat me.n le kar aayaa huu.n
jagah jagah ke tilismaat des des ke ra.ng
Mustafa Zaidi
Nazm
rishwat
log ham se roz kahte hai.n ye aadat chho.Diye
ye tijaarat hai KHilaaf-e-aadmiyat chho.Diye
Josh Malihabadi
Nazm
jo hum pe guzri
log kahte hai.n ki gulshan me.n bahaar aa.ii thii
baaGbaa.n ne gul-e-KHandaa.n kii qasam khaa.ii thii
Muslim Shameem
Nazm
insha
kabhii khul ke jab khilkhilaatii hai inshaa
fazaa.o.n me.n sargam bajaatii hai inshaa
Ghazanfar
Nazm
meri zindagi ke do ruKH
ek ruKH
saaz-e-daruu.n se jal na uThe.n jism-o-jaa.n kahii.n