SEARCH RESULTS
Showing search results for "jagannath aazad ek motala ebooks"
Nazm MATCHES FOR "jagannath aazad ek motala ebooks"
Nazm
napoleon ke mazar par
kitnii raushan kyuu.n na ho 'aazaad' aaKHir ek din
sham-e-hastii maut ke jho.nko.n se gul ho jaa.egii
Jagan Nath Azad
Nazm
sun lo ek kahani bachcho
sun lo ek kahaanii bachcho sun lo ek kahaanii
tiin baras kii ik bachchii hai naam hai jis kaa puunam
Jagan Nath Azad
Nazm
sair-e-kashmir ka ek tassur
'aazaad'! zaraa dekh tuu ye aalam-e-arza.ng
mausam ke ye andaaz bahaaro.n ke ye naira.ng
Jagan Nath Azad
Nazm
tamashe wala
aa.o bachcho do paise me.n duniyaa bhar kii sair karo
nazzaare dikhlaane vaalaa
Jagan Nath Azad
Nazm
chand pe ja pahuncha insan
jo bhii mushkil raah me.n aa.ii pal me.n thii aasaan
apnii himmat se insaa.n ne maaraa vo maidaan
Jagan Nath Azad
Nazm
KHwab ki tarah se yaad hai
KHvaab kii tarah se hai yaad ki tum aa.e the
jis tarah daaman-e-mashriq me.n sahar hotii hai
Jagan Nath Azad
Nazm
junun-e-wafa
vo KHaak bo.e the haalaat ne sharar jis me.n
ab us me.n phuul tamannaa ke khilne vaale hai.n
Jagan Nath Azad
Nazm
shakespeare
is tarah aaj phir aabaad hai viiraana-e-dil
ki hai labrez mai-e-shauq se paimaana-e-dil
Jagan Nath Azad
Nazm
europe ki pahli jhalak
baad-o-baaraa.n se ulajhtaa KHanda-zan girdaab par
ik jaziira tairtaa jaataa hai sat.h-e-aab par
Jagan Nath Azad
Nazm
bhaarat ke musalman
is daur me.n tuu kyuu.n hai pareshaan-o-hiraasaa.n
kyaa baat hai kyuu.n hai mutazalzal teraa iimaa.n
Jagan Nath Azad
Nazm
garmiyan aa gain
zarre zarre pe bijlii sii barsaa ga.ii.n
chalte chalte jo pa.nkhaa zaraa ruk gayaa
Jagan Nath Azad
Nazm
subhash-chandr-bos bahadur-shah-zafar ke mazar par
assalaam ai azmat-e-hindostaa.n kii yaadgaar
ai shahanshaah-e-dayaar-e-dil faqiir-e-be-dayaar
Jagan Nath Azad
Nazm
teri yaad
raat phir tere KHayaalo.n ne jagaayaa mujh ko
TimTimaatii hu.ii yaado.n kaa zaraa saa sho.ala
Jagan Nath Azad
Nazm
dosti ka hath
kare.n ye ahd ki auzaar-e-ja.ng jitne hai.n
unhe.n miTaanaa hai aur KHaak me.n milaanaa hai
Ali Sardar Jafri
Nazm
manzar aur pas-manzar tum ho
saahil par ik naam likhaa thaa
lekin mai.n ye bhuul gayaa thaa
Tariq Qamar
Nazm
mujhe ek nazm likhni hai
mujhe ik nazm likhnii hai
magar tum par nahii.n likhnii